RRB Mumbai Bhopal gangman trackman 2003 Mein Pucha Gaya Sawal

Bharat ka Sabse Uncha bandh bhakhra Nangal bandh Satluj Nadi par Punjab mein sthit hai.

Simant Gandhi ke naam se Khan Abdul Gaffar Jane jate hai jinhone 1937 main Khudai khidmatgar ki sthapna ki thi.

Mount Everest par chadne wali Pratham Bhartiya Mahila Bachendri Pal thi Jab ki dusri Bhartiya Mahila Santosh Yadav thi. Vishwa Ki Pratham Mahila Juneko tebai thi Japan ki.

Bhartiya Rashtriya Congress ki sthapna Lord dufferin ke Samay mein 28 December 1885 ko Mumbai main AO Hume ke netritav mein hua tha jis ki Pratham mahila adhyaksh anybasent thi.

 Mohamud Ghaznavi ne 1025 yrs main Gujarat ke Somnath Mandir ka lootpaat kiya tha.

Pratham Dada Saheb Phalke Puraskar Devika Rani ko 1969 Mein Diya gaya tha.

Sanyukt Rashtra Sangh ki sthapna 24 October 1945 ko hua tha Jis Ke Pratham mahasachiv Trigvalley the.

Uttari Africa mein 84 lakh kilometre Mein vistrit Sahara marusthal Vishwa ka sabse Vishaltam registan hai.

Bharat dwara prasarit pratham upagrah aryabhatt ko Purvi Soviet Sangh ke Parakshepan Kendra se 19 April 1975 ko Chora gaya tha.

Fatehpur Sikri ka Nirman 1521 years mein Akbar Ne karwaya tha Yahan Par Mughal Samrajya ki rajdhani Agra sthanantarit Kar Le Gayi.

Swasan Kriya ke dwara Jab oxygen Sharir mein puchta hai toh Rakt Mein maujood Lal pigment hemoglobin ke saath Milkar oxyhaemoglobin banata hai Tatha Sarir Ke Pratyek hisse me pahunchata hai.

Mumbai se 176 kilometre ki Duri par sthit hai Bombay hai Desh Ka sabse bada vikhyat tel kshetra hai yahan se Bharat ke kul utpadan ka 50 percent prapt Hota Hai.

Comments