RRB Mumbai Bhopal main Puche Gaye Sawal 2003 gangman trackman

Sati pratha ka virodh Raja Ram Mohan Roy ne 1829 main kiya tha.

Bharat mein Harit Kranti ki shuruvat 1966-67 Mein hui thi Jis Ke Janak Dr S Swaminathan Kehlate Hai.

Swet Kranti ka sambandh doodh se, Pili Kranti ka sambandh tilahan se, tatha nili Kranti Ka sambandh machhali utpadan Se Hain.

SAIL Bhartiya Ispat Pradhikaran ki sthapna 1974 Mein hui thi vartaman Mein Bharat Ki Sabse Badi Adhunik upkram hai.

AIDS eq virus janit sankramak Rog hai is ke virus ko HIV Kaha jata hai.

Azad Hind Fauj ka gathan 1 September 1942 ko Singapore mein hua tha Jiska sarvoch Senapati October 1943 ko Subhash Chandra Bose Ko Banaya Gaya Tha.

Chetrafal ki Drishti se pehle asthan Rus ka, Santawa sthan Bharat ki jansankhya ki Drishti se Pehla than Jeene Ka dusra asthan Bharat ka hai.

Swej Nahar Lal Sagar or bhumadhya Sagar ko Jorati Hai jis ka Nirman 1869 mein tatha Rashtriya Karan kernel Nasir dwara 1956 mein hua tha.

Nazi Vad ka Uday Germany Mein Hitler ke netritva mein huwa tha jinhone "Ek Rashtra Ek Neta" Ka Nara diya tha.

Din e Ilahi Dharm ko 1582 main Akbar Ne chalaya tha.

Qutub Minar ki new qutubuddin Aibak ne dala tha lekin is Iltutmish Ne pura kar aaya tha.

Kargil yudh 1999 mein hua tha.

Bhartiya Rashtriya Congress ki sthapna 28 September 1885 ko Bambai mein A O hyum ke netritva me hua tha.

Khudai khidmatgar ki sthapna 1937 Mein Khan Abdul ghaffar Khan Ne ki thi.

Chandigarh Punjab and Haryana dono rajyo ki rajdhani hai Chandigarh Kendra shasit Pradesh Bhi Hai Jahan ki rajdhani Chandigarh hai.

Vishanu ki Adhyan ko virology kehte hain Jiski Khoj 1892 mein ivanowski ne kiya Yeh sajiv and nirjiv ke beech ka kari hai.


Comments